Home FEATURED NEWS India Ki New Sensation Swimmer Apeksha Fernandes

India Ki New Sensation Swimmer Apeksha Fernandes

0

[ad_1]

Apeksha Fernandes Recently Hi Odisha Mei  Conclude Huye 48th Junior National Aquatic Championships 2022 Mei Apni Shaandar Performance Ki Wajah Se Charcha Mei Bni Hui Hai. Inhone Five Days Mei Five New National Record Set Kiya.

Apeksha Ko Odisha Mei Accompany Kar Ke Ghar Wapas Aane Ke Baad Apeksha Ke Father Baylon Fernandes Ne Apni Daughter Ke Is Tournament Mei Scintillating Form Ke Bare Mei Baat Kiye.

“Generally, Hum Log Use (Apeksha Ko Accompany Krte Hi Hai,Wo Khi Bhi Jaye,” BG Fernandes Ne Kaha Jo Ki IIT Bombay Mei Electrical Engineering Department Mei Professor Hai.

17-Year-Old Apkesha Ne Literally Waves Hi Create Kr Di Hai, Pool Ke Andar Bhi Aur Bahar Bhi Q Ki Wo Five Days Mei Hi Five National Record Hold Krne Wali Swimmer Bnn Gyi Hai. Unhone ‘Best Indian Performance’ Timings Bana Diya Hai 50m Breaststroke, 100m Breaststroke, 200m Breaststroke, 100m Butterfly, Aur 200m IM Mein.

Her Results:

  • Day 1 – 100 breast – 1:12.83 (old record, Arora Chahat, 1:14.42, 2020)
  • Day 2 – 50 breast – 33.49 (old record – Arora Chaht, 33.62, 2021)
  • Day 3 – 100 fly – 1:01.94 (old record, Astha Choudhury, 1:02.71, 2021)
  • Day 4 – 200 IM – 2:21.34 (old record, Richa Mishar, 2:23.62, 2010)
  • Day 5 – 200 breast – 2:40.36 (old record, Saloni Dalal, 2:41.88, 2018)

Apni Itni Shandar Performance Ke Baad Apeksha Ko Nationals Me Aai Hui Sbhi Girls Ke Beech Mei ‘Best Swimmer’ Ka Award Mila Hai.

BG Fernandes Ne Kaha Ki, “Definitely, Humlog Dekhna Chahte Hai Ki Apeksha India Ko Asian Games Aur Olympics Jaise Games Mei Represent Karein. Use Bhi Bahot Acha Lgega India Ko Itne Highest Level Pr Represent Krne Mei, Ye Ek Dream Ki Tarah Hoga.”

Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi

[ad_2]

Source link

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here